Kaise Mcent app se android Mobile me Unlimited Rupaye kamaye
Mene apne Pichle post me bataya tha ki
kaise freeb se paisa kaise kamaye click here or free recharge
bhi kar sakte hai.aaj mai apko Mcent app se unlimited Recharge kaise karte hai
ye batunga.Ye trick bahut popular hai or 100% kam karega.
Aaj kal Mcent app recharge bahut popular ho chukka hai. Islye aaj mai apko batunga ki kaise Mcent se free recharge kar sakte hai. Mcent apko apps download ke liye Rupaye deta hai.
Mcent ek free recharge app hai jo hume application download karne ke rupaye deta hai agar hum apne friend ko mcent app refer karte hai to bhi Mcent recharge karne ke rupaye deta hai. Waise apko refer karne ke liye apapne friend ke pas jana parega ya dusra Android phone Use karna parega , Par mai aaj apko aisa tarika batunga jisye khud ke android device se hi unlimited times recharge oe refer kar sakte hai.
Mcent ek app hai jo hume Offers pure karne key a aapp download karne ke or Mcent app refer karne ke Rupaye deta hai.
Ab mai apko step by step batnga kaise Mcent app use kare unlimited Recharge ke liye.( trick use karne ke liye apko PC ki jarurat nahi hai.)
Mcent Free recharge ke features kya hai:

Mcent Kya hai

• Rs 700per refer
• Bluestact or Pc ki jarurat nahi hai.
Aaj mai apko batunga kaise ek android mobile se unlimited recharge kar sakte hai.Isye hoga ye ki apko apne friend ke pas nahi jana parega,apko sirf alag alag mobile number ki jarurat hai.Jitne adhik number honge utne adhik earning hogi. Ye trick framework pe based hai.
First Method ( Xprivacy New method)
1. Sabse pahle Mcent apps ko diye gaye link se install kare. Download Here.
2. Agar apke pas pahle se mcent app install hai toh apna refer link copy karle phir mcent uninstall karde.
3. Xprivacy app install karne ke baad ,agye ki step follow kare.
Read more : Xprivacy app install kaise karte hai
4. Ab apne refer link se mcent app download kare, Lekin mcent app open nahi karna hai
5. Mcent app ko install karne ke baad , xprivacy app open kare. Xprivacy app me Mcent app dikahye dega
6. Mcent app pe click kare. Ab ek menu ayega.
Xprivacy me mcent ka setting copyright gyanbook |
Sabhi Steps ko pictures ke through samgh sakte hai |
9. ‘Randomize data‘ button pe click kare,Phir save button pe click kare.Randomize data button pe click karne se apke phone ka IMEI no or Ip address ke sath sath sab kuch automatically change ho jata hai.
10. Ab aap apne mcent app open kare phir new no se signup kare or kam se kam ek offer ya ek app install kare.apke mcent account me rupaye aa jayenge.
11. Agar apke pas or bhi new number hai toh mcent ko uninstall kare , phir se upar ke step ko repeat kare.
Ab bhi koi confusion hai toh comment karke puche.
Read also: Android mobile ko root kaise karte hai
Second Method(android Id change karke)
1. Sabse pahle Mcent app install kare
2. Mcent app open kare,New account banaye
3. New account bannane ke baad 1 app install kare ya koi 1 offer pura kare.
4. Ab share button pe click kare,apko bahut sare shre option dikhaye dega , koi bhi choose kare or click kare. Ab aap apna refer link copy karle.
5. Ab mcent app uninstall kare.
6. Android Id changes App install kare.
Read also : Android Id changer app install kaise karte hai or iska kya use hai
7. Android Id changer app open kare.ab ek new Id banaye.
8. “save new Id” pe click kare( app ko use karne ke liye Mobile root hona chahye.
9. Ab Mcent refer link ko chrome ya Uc browser se open akre, mai apko Chrome ka suggestion dunga.
10. Link open karne ke baad playstoreme chale jaynge, waha se Mcent install kare
11. Mcent appopen kare,New no se ek account banye or phir koi ek offer ya ek app install kare.Apke purane number pe refer amount aa jayega.
12. Ab “topup” pe click kare, phir apne number pe recharge kare.
13. Ek refer succesfulhone ke baad ,Mcent app ko uninstall karde,phir se upar ke step follow kare.
Yadi apko amount nahi mila hai toh,Contact us pe click akre,or ek message send kare mcent ko ,apka amount kuch minutes me mil jayega.
FREEB SE PAISA KAISE KAMAYE READ CLICK HERE
Ye post tayar karne me 2 day lage hai,Apko ye post kaisa laga comment kare.aur bhi aise updates pane ke liye gyanbook ko follow kare.