Reliance Jio SIM ko 3G Phone Me Kaise Use Kare
Share करो ना दोस्त !
Reliance Jio 4G SIM ko 3G Phone Me Kise Use Kare
Hi Friends, Kya aap Reliance Jio SIM ko apne 3G Smartphone me use karna chate hai?. Jiasa ki apko pta hai Reliance Jio SIM keval 4G Smartphone ke liye mil rha aur kevel 4G Smartphone me hi activate ho rha hai. But agar apke pass 3G Smartphone hai aur aap Reliance Jio SIM apne 3G Smartphone me use karna chahte to aap ise post ko dhyan se padhe.
Reliance Jio 4G SIM ko 3G phone me kaise use kare iske bare me batane se pahle mai apko ek aur news dena chaunga. Aaj se apko Reliance Jio SIM kisi bhi 4G Smartphone ke liye aap kisi bhi Relliance Digital Store se Free me le sakte and, sabse khash baat ye hai ab apko Reliance Jio SIM ke Activation ke liye Wait nahi akrna hai bus apna ek Original Adhar Card Laker jao.
Ab Apko Reliance Digital Store se Activated SIM milega. Jiseke bus apko 1 Hour wait karna padega.
Jio 4G SIM ko 3G Smartphone Me Use Karne Ka Tricks:
Ye Tricks Un logo ke liye hai jinke pass Reliance Jio SIM pahle se hai. Example ke taur par agae apke pass 3G phone hai aur apne kisi aur ka 4G phone use karke Reliance Jio SIM le liye hai to aap Jio SIM ko apne 3G Smartphone me kaise use karnge is tricks ko karne ke liye aap neeche diye gaye step ko follow kare.Method 1:
- Sabse pahle apko Google Play Store se 2 App Download karna padega. Kyoki Agar aap Switcher App Download nahi kiye to Interface App kam nahi karega.
- Xorware 2G/3G/4G Interface App
- Xorware 2G/3G/4G Switcher App
- Ab Aap Xorware 2G/3G/4G Interface App ko open kare.
- Ab aap 2G Network Mode ko open kare aur 4G LTE ko select kare.
- Ab aap 3G/4G Network mode ko open kare aur 4G LTE Select kare.
- Ab aap Screen Option ke neeche “Delay Second to make network change” par 17 Second select kare.
- Ab aap apply option par click karke process khatam hone tak wait kare.
- Process khatam hone ke 10min bad Phone ko Switch off kar de.
- Ab aapna Jio SIM ko Phone me lagaye aur Phone ko ON kare.
- 1 se 2 hour me apke 3G Phone me Reliance Jio ka Network aa jayega.
Method 2:
Reliance Jio SIM ko 3G Smartphone me use karne ke liye sabse jaruri baat. Reliance Jio SIM keval ussi 3G Phone me use hoga jisme MediaTek ka Procrssor Lga hoga aur Phone me Kitkat ya Lollipop OS hoga.
- Sabse pahle apko Google play Store se ““Shortcut Master lite” App Download karna padega.
- Ab aap Shortcut Master Lite App ko opena kare aur “Menu Button” par click kare.
- Ab aap “Engineering Mode” Search Kare aur isko Open kare.
- Engineering Mode me “LTE Bands” ko select kare aur Save kar de.
Ab aap apne Smartphone ko Reboot karke usme Reliance Jio SIM Insert kare aur Check kare apka SIM Activate ho jayega.
Reliance Jio SIM Ke Problem Fix kaise Kare:
- Agar apka Jio SIM abhi bhi nahi kam kar rha hai to aap *#2263# dial karke Menu ko select kare.
- Menu ko open karne ke bad aap “Key Input” me jaye aur “000” enter karke wait kare. Kuch Time bad apko ek PopUp box dekhayi dega.
- PopUp Box me aap UI Setting ko select kare.
- Setting me “Protocal” ko select kare.
- Protocal me “NAS” Ko Select kare.
- NAS me “Network Control” ko select kare.
- Network Control me “Band Selection” ko seelct kare.
- Band Selection me “LTE Band” ko slect kare.
- LTE Band me “Band 40” ko slect kare.
- Ab aap apne 3G Smartphone ko Switch Off kar de aur usme Reliance Jio SIM Insert kare. Fir kuch minute bad 3G phone ko On kare.
Kuch Samay bad apke 3G Phone me LTE Network Dikhane lagega aur aap Reliance Jio ka mza apne 3G Phone me le sakte hai. But aap 3G Smartphone me keval 4G Internet ka use kar sakte hai. Voice calling ke liye apko 4G Smartphone me hi Jio SIM ka use karna hoga.
Friends ek jaruri baat jise aap jarur dhayan de. Shortcut Master Lite ka use karne se apke phone ma Mother Board kharab bhi ho sakta hai. to agar aap Tricks ko use karte hai to iske liye keval aap jimmedar honge.
उपर
दिए गए दोनों Method से आप केवल रिलायंस जिओ सिम का 4G डाटा use कर
सकते है. अगर आपको voice कॉल करना है तो आपको सिम किसी 4G phone में ही
लगाना होगा |
उम्मीद है ये पोस्ट आपको
पसंद आया होगा और आपके लिए हेल्पफुल रहा होगा | इस पोस्ट में अगर आपको कोई
प्रॉब्लम है या इस पोस्ट के बारे में आपके पास कोई वैचार है तो आप हमें
कमेंट करे|
धन्यवाद्
No comments:
Post a Comment