Thursday, 27 October 2016

Facebook Ka Theme, Colour Change Kaise Kare

Facebook Ka Theme, Colour Change Kaise Kare

Facebook Ka Colour Change Kaise Kare

Hiii Friends, Kya Aap Facebook Ke Blue Colour, Aur Theme Se Bore Ho Gye Hai, Yaa Aap Apne Facebook Ke Theme Ko Customize Karna Chahte Hai, Agar Haan To Aaj Ke Es Latest Post Me, Mai Aapko Ek Esa Trick Batane Ja rha hu, Jisse Aap Facebook Ke Appearance, Theme, Look Ko Change Kar Sakte Hain. Friends Yah Trick Kewal PC Ke Liye Hai, Yaani Agar Aap Apne PC Par Fb Chalate Hai, To Aap Es Trick Ka Use Kar Sakte Hain, To Aayiye Jaante Hai Step By Step Kaise Apne Facebook Ka Theme Change Kare.
Requirements – Eske Liye Aapke Paas PC Hona Jaruri Hai, And PC Me Chrome, Ya Mozilla Firebox Browser Hona Chahiye.

For Firebox Browser :-

Step 1 : Firebox Browser Open Karke Stylish Addon Install Karestylish-extension.png
Step 2 : Stylish Addon Install Karne Ke Baad Firebox Ko Restart Kare.
Step 3 : Ab Facebook Ki Site Open Kare, Hurrey Ab Aap Apna Facebook Theme Change Payenge.
Note:- Es Addons Ko Remove Karne Ke Liye, Go to your Mozilla settings >> click on Add-Ons and disable or delete extension from add-ons.

For Chrome Browser :-

Step : 1. Chrome Browser Me Chrome Web Store Par Jaye, Ab Yahan Se Stylish Download Kare, Aap.Directly Yahan Se Bhi Download Kar Sakte Hain.
Step : 2. Install Hone Ke Facebook. com Open Kare, Jab Page Open Ho Jayega To Upar Me S Button Par Click Kare.
Ab Yahan Find Style For This Par Click Kare, Yahan Aap Kuch Free Aur Paid Theme Dekh Payenge. Ab Aapko Ek Alag Site userstyles.org Par Redirect Kiya Jayega. Aapko Jo Theme Pasand Ho, Aap Usko Set Kar Sakte Hai.
To Friends, En Dono Tariko Se Aap Apne Facebook Ka Colour, Design, Appearance Change Kar Sakte Hai, And Facebook Ke Boring Blue Colour Se Mukti Paa Sakte Hain.
Friends, Agar Aapko Yah Post Achha Laga, To Apne Friends Ke Sath Yah Post Share Karna Na bhule.

No comments:

Post a Comment