Android ek freeware os hai ye to aap sab ko pata hi hai agar aapko
thodi se coding aati hai to isme aap kuch bhi badlaw kar sakte hai khair
hamara topic ye nahi hai aaj to ham android ke pattern lock ko unlock
kaise kare uske bare me janege pure deatail me.
Android free hone ke wajah se isme utni security nahi hoti hai koi bhi chahe to ise aasani se hack kar sakta hai iske liye aapko thodi si jankari honi chahiye. 1000 se bhi jayada tariko se aap ise hack kar sakte hai ishliye mai aapko sugggest bhi karuga ki agar aap android user hai to apne phone me secure payment kiya kare aur quick heal jaise antivirus ka use kare.
Aaj mai aapko android pattern lock ko brake karne ke 2 tariko ke bare me batuga jiska use kare aap apne android phone ke paasword ko tod kar payege, Ish post ka ek matra maksad un logo ko jankri dena hai jo 250 – 500 rs tak kharch sirf apne mobile ke pattern lock ko kholne me kar dete hai, dosto aapse request (बिनती) hai ki ish post me batayi gayi jankri ka use sirf achee kaam ke liye kariye.
Bahut se log aise hai jo apne phone ka paasword laga kar bhul jate
hai maine kai log aise bhi dekhe hai jo pattern lock ko lagane time hi
confuse ho kar pattern bhul jate hai hai baad me phone lock ka rona
gate rahte hai aise me wo kisi mobile repairing wale ke paas jate hai
aur lock thudwane ka moti rakam chukate hai.
1# Recover Android Pattern Lock Using Boot Menu
Dosto ish methods se aap android ke pattern lock ko boot menu se recover/restore karke brake kar sakte hai ish procces ko pura karne ke liye kisi bhi component jaise computer aur internet ki jarurat nahi padti hai aur han ye android os version kitkat 4.4 se niche wale android phone me work karta hai agar aapka phone os 5.0 lolipop hai to ye procces us phone me kaam nahi karega.
Method For Android Os Version 2.0 to 4.4
Step 1. Sabse pahke aap phone ko puri tarah se off kar de ya bettry nikal de.
Step 2 Ab Bettry re -insert kare aur “Volume Down + Power key” ko ek saath press kare.
Step 3. Ab boot menu ke kafi sare option dikhai padege jisme aapko Wipe Data Or Delete All User Data Or Restore Factory Defaults ko dhundh kar select karna hai.
Step 4. Ab Yes Delete All User Data Me Click Kar De.
Step 5. Procees pura hone ke baad phone ko reboot kar de,
itna karte hi aapka phone fully restore ho jayega jisme apka paasword ya pattern jo bhi hoga wo puri tarah se erase ho jayega.
Note – ish method se aapke phone me jo persional files/data jo bhi
hoge wo puri tarah se hat jayege ishliye paasword recover karne se pahle
Sd card ka backup le le.
2# Recover Android Pattern Lock Using Flashing Zip File Into Sd Card
Dosto ish method se aap ek zip file ko sd file me daal kar sirf pattern lock ko unlock kar sakte hai, agar aap ish method ka use karege to aapke personal data/file delete nahi hoge, ish process ke liye bhi kisi tarah ke upkarn ki jarurat nahi padti hai. mai aapko paasword brake karne ke liye yahi method suggets karuga.
Step 1. Sabse pahle aap kisi ke phone ya pc me Aroma File Manager download kijiye.
Step 2. Ab jis mobile ka pattern lock ko unlock karna hai uska sd card nikal kar aroma file menagaer zip ko usme copy kar dijiye.
Step 3. Phir Volume Down Key + Power Key dabaiye aur boot menu me jakar Install Zip From Sd Card Select Kare.
Step 4. Ab file me jakar us aroma file ko install kar de.
Step 5. Iske install hote hi ek recovery mode suru ho jayega phir aap aroma file manager ki setting me jaiye aur Unmount All Device On Start ko select kare, ( Ish parakriya ko 4-5 baar karna bhi padh sakta hai)
Step 6. Ab Aroma file manager ko open kar Data >> System folder me jaiye aur Guester Key naam ki file ko delete kar dijiye.
Step 7. Ab aroma file manager se bahar aaiye aur phone ko reboot kar dijiye.
Itna karte hi jab phone khulega to pattern lock unlock ho chuka hoga, pattern ko brake karne ka ye sabse aasan tarika hai, ye aapke bina kuch data ko nuksaan pahuchaye pattern lock ko unlock kar dega.
To dosto ummid hai aapko mere ish post se thodi help mili hogi agar aapko ye post achaa laga to ishe social media me share jarur kare aur apne dosto ko iske bare me jarur bataiye.
Android free hone ke wajah se isme utni security nahi hoti hai koi bhi chahe to ise aasani se hack kar sakta hai iske liye aapko thodi si jankari honi chahiye. 1000 se bhi jayada tariko se aap ise hack kar sakte hai ishliye mai aapko sugggest bhi karuga ki agar aap android user hai to apne phone me secure payment kiya kare aur quick heal jaise antivirus ka use kare.
Aaj mai aapko android pattern lock ko brake karne ke 2 tariko ke bare me batuga jiska use kare aap apne android phone ke paasword ko tod kar payege, Ish post ka ek matra maksad un logo ko jankri dena hai jo 250 – 500 rs tak kharch sirf apne mobile ke pattern lock ko kholne me kar dete hai, dosto aapse request (बिनती) hai ki ish post me batayi gayi jankri ka use sirf achee kaam ke liye kariye.
1# Recover Android Pattern Lock Using Boot Menu
Dosto ish methods se aap android ke pattern lock ko boot menu se recover/restore karke brake kar sakte hai ish procces ko pura karne ke liye kisi bhi component jaise computer aur internet ki jarurat nahi padti hai aur han ye android os version kitkat 4.4 se niche wale android phone me work karta hai agar aapka phone os 5.0 lolipop hai to ye procces us phone me kaam nahi karega.
Method For Android Os Version 2.0 to 4.4
Step 1. Sabse pahke aap phone ko puri tarah se off kar de ya bettry nikal de.
Step 2 Ab Bettry re -insert kare aur “Volume Down + Power key” ko ek saath press kare.
Step 3. Ab boot menu ke kafi sare option dikhai padege jisme aapko Wipe Data Or Delete All User Data Or Restore Factory Defaults ko dhundh kar select karna hai.
Step 4. Ab Yes Delete All User Data Me Click Kar De.
Step 5. Procees pura hone ke baad phone ko reboot kar de,
itna karte hi aapka phone fully restore ho jayega jisme apka paasword ya pattern jo bhi hoga wo puri tarah se erase ho jayega.
2# Recover Android Pattern Lock Using Flashing Zip File Into Sd Card
Dosto ish method se aap ek zip file ko sd file me daal kar sirf pattern lock ko unlock kar sakte hai, agar aap ish method ka use karege to aapke personal data/file delete nahi hoge, ish process ke liye bhi kisi tarah ke upkarn ki jarurat nahi padti hai. mai aapko paasword brake karne ke liye yahi method suggets karuga.
Step 1. Sabse pahle aap kisi ke phone ya pc me Aroma File Manager download kijiye.
Step 2. Ab jis mobile ka pattern lock ko unlock karna hai uska sd card nikal kar aroma file menagaer zip ko usme copy kar dijiye.
Step 3. Phir Volume Down Key + Power Key dabaiye aur boot menu me jakar Install Zip From Sd Card Select Kare.
Step 4. Ab file me jakar us aroma file ko install kar de.
Step 5. Iske install hote hi ek recovery mode suru ho jayega phir aap aroma file manager ki setting me jaiye aur Unmount All Device On Start ko select kare, ( Ish parakriya ko 4-5 baar karna bhi padh sakta hai)
Step 6. Ab Aroma file manager ko open kar Data >> System folder me jaiye aur Guester Key naam ki file ko delete kar dijiye.
Step 7. Ab aroma file manager se bahar aaiye aur phone ko reboot kar dijiye.
Itna karte hi jab phone khulega to pattern lock unlock ho chuka hoga, pattern ko brake karne ka ye sabse aasan tarika hai, ye aapke bina kuch data ko nuksaan pahuchaye pattern lock ko unlock kar dega.
To dosto ummid hai aapko mere ish post se thodi help mili hogi agar aapko ye post achaa laga to ishe social media me share jarur kare aur apne dosto ko iske bare me jarur bataiye.
No comments:
Post a Comment