kal bahut sare aise application aur program hai jo humare computerka
bahut sara memory space use karta hai ,Jisye humara operating system
slow ho jata hai or hang bhi karne lagte hai . yadi apkE Computer ka
Ram adhik rahega toh apka system adhik program load le sakega . Islye
Pen drive /USB storage se aap RAM ke size ko badha kar apne system ko
fast kar sakte hai or adhik program use kar sakte hai .
STEP TO STEP GUIDE
Method First
1. Apko jarurat hai Pen drive ya USb storage ki jiski minimum size minimum 2 gb hai .
2. Computer se Pen drive ko connect karo .
3. Pen drive ke sare file ab delete karde .
4. “My computer” ke icon pe right click kare .
5. “Properties” pe right click kare.
6. Ab “advanced tab” pe click kare
7. “Performance” ke niche “setting” ka option hoga waha click kare.
8. Ab ‘advanced tab” pe click kare.
9. “Virtual memory” ke niche me “change” button pe click kare .
10. Ab USB drive/Pen drive ko select kare.
11. Ab custom size radio button pe click kare.
12. Value put kare , “Intial value =1020” , “Maximum Size =1020” (Size apke pen drive ke space pe depend karta hai aap isye change bhi kar sakte hai )
13. “Set” button pe click kare
14. “Ok” button pe click kare
15. Apne Laptop or computer ko restart kare
Agar youtube pe dekhna hai link ok karo
click here
Method Second
1. Pendrive ko computer me Insert kare
2. Pen drive ko format karde
3. Pendrive pe right click kare
4. “Properties” pe click kare
5. “Ready boost” tab pe click kare
6. Ab “use this pendrive” pe click kare
7. Apko jitna space use karna hai RAM ke liye utna size select karle .
8. “Apply” pe click kare.
Apka Pen drive ab apke computer me Ram ki tarah use kar raha hai .Apko ye POSt kaisa laga hai ,Umeed hai ki apko jarur isye help milega .Agar koi problem ho toh comment karke bataye .

No comments:
Post a Comment