Monday, 23 January 2017

Google analitics me account kaise aur kyu banaye(jaruri hai blog ke liye)

Dosto,
aapko title se hi pata chal gaya hoga ki is post me kya hai,to chaliye shuru karte hai,

Analytics me account kaise banaye
 sabse pahle jaante hai google analitics me account kyu banaye,

dosto yadi aapne apna blog banaya hai to ye jaanna aapke liye bahut jaruri ho jata hai ki hamare blog ki स्तिथी kya hai,hamare blog me koi aata hai ya nahi,
hamare likhe post ko koi padhta hai ya nahi,
to ye sab jaanne ke liye google analitics me account banana hota,jo ki asani se free me ban jati hai,
google analitics google ki hi ek survice hai jo hamare blog,hamare website,hamare youtube channel ko track karti hai aur hame in sabhi ke baare me puri jaankari uplabdh karti hai.

google analitics ke jariye hum apne blog,website,you tube channel, ki ye sab jaankaari le pate hai,
yaha mai sirf blog likh raha hu aap blog ki jagah website ya you tube bhi rakh sakte hai.

1:- Blog ko ek din me ek week me,ek month me kitne logo ne dekha.
2:-blog me log kya search kar ke aaye the.
3:-blog ko kis state,kis desh,kis city ke log dekhe.
4:-blog me kis post ko kitni baar dekha gaya hai.
5:-blog ko kitne log daily dekhte hai.
6:-Hamare blog ko mobile,ya computer se dekha gaya.
7:-kis browser se blog ko dekha gaya,jaise opera,uc browser,chorme,mozila.
8:-hamare blog ki average kya hai.
9:-kitne visitors hai hamare blog me.

aese aur bahut si jaankaari hame google analitics se milti hai.

to chaliye google analitics me account banate hai.

sabse pahle aap apne browser me type kare google analitics.com,fir google analitics sign up par click kare,



Iamhelpshindi



ab apna password daalke login kare
aapko aesa page dikhai dega iske baare me pic. Ke niche hai.


Analitics account kaise banaye



1:- aap kiske liye analitics bana rahe ho to isme aap apne blog ka title daale.

2:- Aapke website ka naam kya hai to isme bhi apne blog ka title daale.
3:- Aapke website ka url daale,http://www.example.blogspot.com

4:- Aap apne blog ki category select kare ki aapka blog kisse related hai.
5:-yaha par india Select karo ya aap jis desh ke ho wo select karo.

6:- Aapke desh ka time apne aap aa gaya.

ab isi page me niche 4 Box pe tick karo.

aur ab sabse niche get tracking id par click kare,
ab aapko aesa page dikhai dega niche pic. Me jaisa dikhya gaya hai waisa karo



Analitics acount blog se kyu jode


ab i accept pe click karne ke baad aesa dikhega niche pic. Dekhe iske baare me pic. Ke niche hai.



analitics account kaise banaye




1:- Is code ko pen se kisi copy par likhe,
ab
2:-yaha aap jo code dekh rahe hai,is code ko aap apne kisi post par daalte hai to wo post track kiya jayega aur aap us post ki average dekh sakte hai, aap ise sabhi post par bhi daal sakte hai,par ise use karna mai jyada upyogi nahi samjhta.kyuki aapne jis code ko pen se cope par likh hai usse hamari puri blog site track hoti hai aur sath sath hamari post bhi,to aesa karna time ki barbadi hai,aap aesa karna chahe to kar sakte hai ise copy karke apne post ko edit se kholkar ,html par click kare aur sabse niche paste kar de,
 itna hone ke baad pura band kar de.

ab hamara jo tracking id hai use apne blog par lagana hai add karna hai,chaliye karte hai,
sabse pahle aap apne blog ke dashaboard me jaaye. Niche pic. Dekhe,



paisa kaise money how



dashaboard me aane ke baad

1:- Setting par click kare,
2:-other par click kare,
3:- Aapne jo tracking id banaya Hai use yaha daale,aapka tracking id kuch aesa hai use daale(UA-68427442-1)

4:- Ab upar right side me save par click kar save kar de


ab aap apne site ko pura track kar sakenge aur dekh paayenge ,apne blog se dekhne ke liye dashsabord me stats par click kare fir,aapko overview,posts,traffic source,audience, me se jo dekhna hai wo dekh payenge,
aap google analitics par jaakar bhi aap ye sab dekh sakenge.


 I hope कि ये जानकारी आपको अछी लगी होगी, आपको इस पोस्ट से रिलेटेड कहि भी परेशानी होती है तो आप मुझसे comment box से पुछ सकते है|
My SelF MANISH GUPTA 
Whatsapp NUM. +919919652135
Fb . www.facebook.com/manish.guptamau123
      www.facebook.com/manish.mau6

No comments:

Post a Comment