mai aapko pahle bhi bata chuka hu ki aapka you tube channel hai aur aap
use veryfi nhi kiye hai aur google adsense se nahi jodte hai to aap apne
you tube channel se paise nahi kama sakte
hum aapko is post me batayenge ki you tube channel ko Veryfy kaise karte hai aur you tube channel ko google adsense se kaise jodte hai.
step:-1, Sabse pahle aap apne browser me you tube search kare . Fir apna gmail id aur password daalkr sign in kare.
step:-2, Ab Photo me dikhaya gaya hai waha click kare.
ab my channel pe click kare.
ab video maneger pe click kare
ab left side niche channel pe click kare.
ab apne channel ko veryfi karna hai to ab veryfy par click kare. Niche image dekhe,
I hope कि ये जानकारी आपको अछी लगी होगी, आपको इस पोस्ट से रिलेटेड कहि भी परेशानी होती है तो आप मुझसे comment box से पुछ सकते है|
और अबतक आपने हमारा website i am helps hindi subscribe नही किया है तो बिना समय गवाय हमे subscribe कर ले और ऐसा आपको कर लेना चाहिये क्युकी हम इसमे computer,internet,मोबाइल,internet कि तक्निकी जानकारी के बारे मे और बहुत सी जानकारी डालते है और इसकी जानकारी आपको free मे मिलती रहती है तो बिना समय गवाये subscribe कर ले|
hum aapko is post me batayenge ki you tube channel ko Veryfy kaise karte hai aur you tube channel ko google adsense se kaise jodte hai.
step:-1, Sabse pahle aap apne browser me you tube search kare . Fir apna gmail id aur password daalkr sign in kare.
step:-2, Ab Photo me dikhaya gaya hai waha click kare.
ab my channel pe click kare.
ab apne channel ko veryfi karna hai to ab veryfy par click kare. Niche image dekhe,
ab aapko ek page aayega usme aap apna mobile number dale .ab aapke paas
code aayega to aap code massege se lena chahte hai ya call se .aap jisse
bhi massege lena chahte hai uspe tick kar de .fir continue ke botton
par click kare.
ab aapko apna code daalna hai .code ko daale aur save kar de .ab aap
back kare aur channel pe click kare aap dekhenge ki aapka channel veryfi
ho gaya hai.
ab
aapko apne video ko monetize karna hai. To usi page me hi aap dekhenge
ki monetize ke saamne enable ka option hoga aap use unable kar de. Yadi
monetization ke saamne enable nhi hoga to iske bare me niche hai aap
padhte rahe. Mai yaha pe ye maanta hu ki monetization ke saamne enable
button hai. Use unable kar de.
aapke paas naya page khul jayega.
usme aap unable my account pe click kare.
aesa page dikhai dega . Isme 1 No. Pe terms aur condition hai ise achhe
se padh le .2 No. Pe aapko sabhi box ko bharna hai ab 3 no. Pe click
kare.
ab aapke paas naya page khul jayega usme aap dekhe nge ki 2 Box pe pahle
se click hai. Aur 3no. Ka box khali hai.use khali hi rahne de kyuki aap
kisi dusre ke product ko nhi dikhayenge is page me jaisa hai vaisa
rahne dena hai .ab niche monetize ke button par click kar de.
ab aapka channel monetize ho gaya hai to aap got it par click kare.aapko
ek page Dikhai dega usme sabhi box ko padh kar box pe click karna
hai,waha pe 3 Box hoga usme ek box aesa hoga jiske samne likha hoga ki
nahi chhode ja sakne waale vigyapan uspe click nhi karna hai baaki 2 Box
pe click kar dena hai aur aage badhna hai. Ab aapko aesa page dikhai
dega .aap dekhenge ki aapka channel partner veryfi ho gaya hai aur
monetizatin ke saamne bhi green color ka bindu dikhai dega.
Image me jaisa dikhaya gaya hai waisa aapka page dikhta hai to aapka channel veryfied aur monetize ho gaya hai.
ab yadi monetization ke saamne enable ka button nahi ho to ve monetize
ke saamne chouse contry likha hoga ve uspe click kare ab aapko ek naya
page dikhai dega
Us page me 1 No. Pe apna desh india select karna hai. 2 No. Pe apne channel ka naam de.
ab 3 No. Pe click kare aapko aesa page dikhai dega
Image me jaha gola kiya hai uspe click kare .dhyan de ye page khulne me late karta hai to aap nirash na ho.jab page khul jaye to
page ke upar right side me aapke email id ke niche jo coustmer id number
likha hoga use copy kar le ab back karke us id ko us box pe bhare fir
save kar de. Yadi id invaild bolega to mujhse aap sampark kare.mujhse
sampark karne ke liye niche comment box pe apne problem likhe.
और अबतक आपने हमारा website i am helps hindi subscribe नही किया है तो बिना समय गवाय हमे subscribe कर ले और ऐसा आपको कर लेना चाहिये क्युकी हम इसमे computer,internet,मोबाइल,internet कि तक्निकी जानकारी के बारे मे और बहुत सी जानकारी डालते है और इसकी जानकारी आपको free मे मिलती रहती है तो बिना समय गवाये subscribe कर ले|
No comments:
Post a Comment